Kismat mein meri chain se jeena likhde
Doobe na kabhi mera safeena likh de
Jannat bhi ganwara hai, magar mere liye
Aye kaatib-e-taqdeer, madina likhde
Tajdar-e-haram, tajdar-e-haram
ho...
nigaah-e-karam
Tajdar-e-haram, ho... nigah-e-karam
Hum gareebon ke din bhi sanwar jayenge
haami-e-bekasaan, kya kahega jahan
haami-e-bekasaan, kya kahega jahan
aapke darr se khaali agar jayenge
Tajdar-e-haram
Tajdar-e-haram
Koi apna nahi gham ke maaray hain hum
Koi apna nahi, gham ke maarey hain hum
Aapke darr pe faryaad laaye hain hum
Ho Nigah-e-karam, warna chokhat pe hum
Ho nigah-e-karam, warna chokhat pe hum
Aapka naam le le ke marjayenge
Tajdar-e-haram
Tajdar-e-haram
Kya tumse kahoon aye Arab ke kunwar
Tum jaanat ho mann ki battiyaan
Darr furqat toh aye ummi-laqab
Kaate na katath hai ab rattiyaan
Turi preet mein sudbud sab bisri
Kab tak ye rahegi beqabri
Daah-e-ka pigan duzdi da nazar
Kabhi sun bhi toh lo humri battiyaan
Aapke darr se koi na khaali gaya
(aapke darr se koi na khaali gaya)
Aapke darr se koi na khaali gaya
Apne daaman ko bhar ke sawaali gaya
(ho... apne daaman ko bhar ke sawaali gaya)
Ho habeeb-e-hazin, ho habeeb-e-hazin, par bhi aaqa nazar
Warna auraq-e-hasti bikhar jayenge
(ho habeeb-e-hazin, par bhi aaqa nazar
warna auraq-e-hasti bikhar jayenge)
Taj dare haram
Taj dare haram
Maikashon aao aao madine chalen
(madine chale, madine chale, madine chale)
Maikashon aao aao madine chalen
(madine chale, madine chale, madine chale)
Aao madine chalen, aao madine chale
Isi mahine chalen, aao madine chale
(aao madine chale, aao madine chale
isi mahine chale, aao madine chale)
Tajalliyon ki ajab hai fizaa madine mein
(tajalliyon ki ajab hai fizaa madine mein)
Nigah-e-shauk ki hai inteha madine mein
(nigah-e-shauk ki hai inteha madine mein)
Gham-e-hayat na khauf-e-khazaa madine mein
(gham-e-hayat na khauf-e-khazaa madine mein)
Namaz-e-ishq karenge adaa madine mein
(namaz-e-ishq karenge adaa madine mein)
Barah-e-raas hai raahe-e-khuda madine mein
Aao madine chalen, aao madine chalen
Isi mahine chale, aao madine chale
Maikashon aao aao madine chalen
(Maikashon aao aao madine chale)
Dast-e-saaqiy-e-kausar se peene chalen
(dast-e-saaqiy-e-kausar se peene chale)
Yaad rakho agar, yaad rakho agar
(yaad rakho agar, yaad rakho agar)
uth gayi ek nazar
Jitne khaali hai sabb jaam bharjayenge
(yaad rakho agar, uth gayi ek nazar)
ho nazar, jitne khali hai sab jaam bhar jaenge
Tajdar-e-haram
Tajdar-e-haram
Khof-e-toofan hai, bijliyon ka hai darr
(khof-e-tofaan hai, bijliyon ka hai darr)
Sakht mushkil hai aaqa kidhar jayen hum
(sakht mushkil hai aaqa kidhar jayen hum)
Ap hi agar na lenge, hamari khabar
Hum musibat ke maare kidhar jayenge
(ap hi agar na lenge, hamari khabar
hum musibat ke maare kidhar jayenge)
(Tajdar-e-haram
Tajdar-e-haram)
Ya mustafa, ya mujtaba, eraham-lana, eraham-lana
Dast-e-hama, bechara ra
Daama tuhi, daama tuhi
Mann aasiyam, Mann ajizam
Mann bekasam, Haal-e-mara
Pursa tuhi, pursa tuhi
pursa tuhi, pirsa tuhi
Aye mushtub-e-zambar fishaan
Paike naseem-e-sub hadam
Aye charagar insanafas
Aye musliheh beemar-e-gham
Aye qaasid-e-parkhundapaye
Tujhko usi gul ki kasam
Ibnil tayari has saba
Yauman ila-ar-dil-haram
Ballib salami roza tann
Fi-han nabi-al-mohtaram
Tajdar-e-haram, ho...
nigaah-e-karam
(tajdar-e-haram, ho.
nigah-e-haram)
Hum ghareebon ke din bhi sanwarjayenge
Haami-e-bekasaan kya kahega jahan
(hami-e-bekasaan kya kahega jahan)
Aapke darr se khaali agar jayenge
Tajdar-e-haram
Tajdar-e-haram
Tajdar-e-haram
Related
27 Best Ever Songs From Movie Soundtracks
HOT SONG: Lil Nas X - 'Panini' - LYRICS
POPULAR SONG: Post Malone - 'Circles' - LYRICS
Artist: Dir En Grey
Artist: Gianna Nannini
Artist: Andy Partridge