Search lyrics

Typing something do you want to search. Exam: Artist, Song, Album,Writer, Release Year...
if you want to find exactly, Please input keywords with double-quote or using multi keywords. Exam: "Keyword 1" "Keyword 2"

Shahid Raja

Genres: Other

Mera Pakistan Lyrics - Shahid Raja

Mera Pakistan Mera Pakistan 

Chaman lalazaar Watan Aalishan 

Hui jis par qom Shaheed o Qurbaan 

Yehi meri shaan yehi teri aan 

Mera Pakistan Mera Pakistan 

 

Nai manzil aur naye suho shaam 

Mohabbat ka jaam khushi ka peghaam 

Akhuwat ka naam taraqqi har gaam 

Ye khabe mazdoor ye tabeer(e) dehkaan 

Mera Pakistan Mera Pakistan 

 

wafaoun ki phail rahi hai khushbu 

sadayen ye goonj rahi hain har su 

dilon ka ye wird rahe ishqe hoo 

Isi se hai jaan ye zinda insaan 

Mera Pakistan Mera Pakistan 

 

hai zulmat ki maut ye haq ki lalqaar 

umangon ki fateh khushi ke aasaar 

hain sochen mazboot ye pukhta afkaar 

watan meri jaan watan hi eimaan 

Mera Pakistan Mera Pakistan 

Copyright: Song Discussions Is Protected By U.s. Patent 9401941. Other Patents Pending.