Search lyrics

Typing something do you want to search. Exam: Artist, Song, Album,Writer, Release Year...
if you want to find exactly, Please input keywords with double-quote or using multi keywords. Exam: "Keyword 1" "Keyword 2"

Asim Azhar

Genres: Pop

Ghalat Fehmi (from "superstar") Lyrics - Asim Azhar

Jayega 

Hai wafa yahan 

Jayega 

Sahibon 

Jo laga tha kabhi, wo fareb e nazar aazma 

Ab sharafat nahi 

Ye riwayat nahi baqi 

Ho kisi ki qadar 

Aisi aadat nahi baqi 

 

Related 

 

23 One Hit Wonders You Still Can't Get Out Of Your Head 

 

NEW SONG: Taylor Swift - 'Lover' - LYRICS 

 

HOT SONG: Billie Eilish - 'bad guy (with Justin Bieber)' - LYRICS 

 

Aisa nahi kahin koi hai ghalat fehmi jo bani hai 

Khoya nahi apna pan ehsaas ki raah chuni hai 

Tarasti hain nagahein meri 

Takti hain rahein teri 

Sun kabhi aahein meri 

Ye kese men bataun tujhe 

Soti nahi aankhein meri 

Kat ti nahi raatein meri 

Ke khahishon ke khabon ki 

Baarishein azabon ki 

Kahan gayi dhoop mere hisse ke sawabon ki 

Kiu dard bhare 

Har taraf sawalon pe 

Kiu sitam hai tera tere chahne walon pe 

Tarasti hain nagahein meri 

Takti hain raahein teri 

Chahiye panah Teri 

Ye kese mein bataun 

Soti nahi ankhein meri 

Kat ti nahi raatein meri 

Dhal nahi jate, pal nahi jate 

Doobti hain saansein 

Dil aise bhar jate 

Jate hue lamhon ko 

Pas bulata hai 

 

Check Out 

 

POPULAR SONG: Ed Sheeran - 'South of the Border' - LYRICS feat. Camila Cabello & Cardi B 

 

26 Best Breakup Songs Of All Time 

 

HOT SONG: Miley Cyrus - 'Mother's Daughter' - LYRICS 

 

15 Huge Stars Who Were Backup Singers First 

 

Thori si bhi doori dil seh nahi pata hai 

Sab hain dikhawey 

Jhootey behlawey 

Aik hi qadam laye so so pachtawey 

Sach tha ya ghalat fehmi par khaab nahi jur pate 

Dukh dete, jaan lete hain tars zara nahi khate 

Tarasti hain nagahein meri 

Takti hain rahein Teri 

Chahiye panah Teri 

Ye kese men bataun tujhe 

Soti nahi ankhein meri 

Kat ti nahi raatein meri 

Ke khahishon ke khabon ki 

Baarishein azabon ki 

Kahan gayi dhoop mere hisse ke sawabon ki 

Ke dard bhare 

 

Har taraf sawalon pe 

Kiu sitam hai tera tere chahne walon pe 

Aisa nahi kahin koi hai ghalat fehmi jo bani hai 

Khoya nahi apna pan ehsaas ki raah chuni hai 

Aisa nahi kahin koi hai ghalat fehmi jo bani hai 

Copyright: Song Discussions Is Protected By U.s. Patent 9401941. Other Patents Pending.